Subscribe

RSS Feed (xml)



Powered By

Powered by Blogger

Best Offers

Share with me

Tuesday, July 14, 2009

Maa Tera Jawab Nahi

Ujala chaahte hain,
jinke ghar shama nahi hoti,
Unhe maa ki talap rahti hai
Jin ki maa nhi hoti

uper jiska annt nahi use aasman kehte hain,
jahaan par jiska annt nahi
use maa kahte hai,


her mousam badalti hai
duniya ke rang leker
lekin maa nahi badalti,
kisi ka wakt dekh kar,


maa tera jawab nahi
Tera saaya mera ujala hai


main agar jhuk karke,
chum loon tere kadam,
toh yeh aasma jhk karke,
chum le mere kadam.

ae maa tu meherbaa hona,
aur har janam tuhi meri maa hone

No comments:

Hotels in India

Best Offer